A remembrance to not so known Freedom Fighters of India...
An event held in our corporate on August 15, 2018 (Independence Day) where we were required to dress up and mimic any one freedom fighter. Well, we choose Khudiram Bose, a Martyr to the cause of freedom.
The poem below simply says that let the unsung Martyr's be remembered too as they hold equally an important place in history.
KYUN HUME YAAD NAHI HAI WO !
JO SHAYAD NAHI HAI KAID
SADHARAN SI VESH BHUSHA
AUR SADHARAN SA REHAN...
KYUN HUME YAAD NAHI HAI WOH !
KURBANIYA TOH BOHOTON NE DI…
JIKAR SIRF KUCHON KA HAI !
AZADI KA NASHA,
DESH KE LIYE MAR MITNE KA
JUNOON,
TOH UNKE BHI JEHEN MAIN THA…
...FIR KYUN HUME YAAD NAHI HAI WOH !!
SAJDE MAIN TERA SIR NA JHUKE …
TOH UNHE YAAD KYA KIYA…!
AGAR UNKI YAAD MAIN
DESH KE LIYE KUCH KARNE KA
JAZBBA NA MILE….
TOH UNHE YAAD KYA KIYA…!
TOH UNHE YAAD KYA KIYA…!
ITIHAS KE SUVARNO AKSHARON MAIN
JO SHAYAD NAHI HAI KAID
KYUN HUME YAAD NAHI HAI WOH !-Its SR...
August 15, 2018
No comments:
Post a Comment